Daagh Dehlvi - ghazal 8

Daagh Dehlvi - ghazal 8

na jao hal-e-dil-e-zar dekhte jao br k ji na chahe to na char dekhte jao br br br bahar-e-umr main bag-e-jahan k sair karo br khila hua hai ye gulzar dekhte jao br br br utho ankh na sharmao ye to mahfil hai br gazab se janib-e-agayar dekhte jao br br br hua hai kya abhi hangama abhi kuch hoga br fugan main hashr k asar dekhte jao br br br tumhari ankh mere dil se besabab-bevajah br hui hai larane ko tayyar dekhte jao br br br na jao band kye ankh raharavan-e-adam br idhar-udhar bhi khabaradar dekhte jao br br br koi na koi har ik sher main hai bat zarur br janab-e-'Dag' k ashar dekhte jaobr br Daagh Dehlvibr br


User: PoemHunter.com

Views: 3

Uploaded: 2014-10-29

Duration: 00:57