.Pd. is here - Hindi Poem: Rakshak Hone Ka Inaam

.Pd. is here - Hindi Poem: Rakshak Hone Ka Inaam

Har kadam pe rehta hai unka pehra br Unki badaulat hai jeevan ji rahe hai sunehra. br In sabme hai bharat ma ke liye pyaar br Yeh kehlate hai rakshak urf suraksha ki deewar. br br Oonchi wadiya ho, Ya ho gehra samundar br Yeh rakshak khatrey ke liye rehtey hai satark. br Bhookh, pyaas, dard ko bhulakar br Karm bhoomi mein ladte hai yeh jumkar. br br Barsaat inke hausley ko nahin bahati br Aandhi inkey desh prem ko nahin dagmagati br Apne parivaar aur ishwar par vishwas ki badaulat br Yeh dushman se bhidney ki paatey hai himmat. br br Jab lakhoon sipaheey shaheed hote hai, hum bhula dete hai inka naam br Kya yehi hai in rakshak gan ke kartavya nibhaaney ka inaam? br Aaj main unn veero ko har bhartiya ki aur se karti hoon salaam br Aur unn veero ko deton hoon ye dhanyavaad bhara paigaam. br br br (15 May,2005)br br .Pd.


User: PoemHunter.com

Views: 2

Uploaded: 2014-11-07

Duration: 01:19

Your Page Title