adil khan - a meaningless poem

adil khan - a meaningless poem

zidgee too ek kitab hai, br jo bikul safa rahee. br main tujhse khafa raha, br too mujhse khafa rahee. br br maine tere har ek safy par, br bas nakamiyan likhee, br main bhatakta hee raha, br aur too tamasha banee rahee. br br chal aaj tujhy ek hasrat main deta hoon br zindigee. br too udh, br tujhy udny kee chahat main deta hoon zindgee. br br ye bewajah kee udasee br kab tak sahegee too. br thoda muskura, br aaj mohlat bhee deta hoon br zidgee. br br fir wakt mila to, br to tujhse milunga zindgee. br khabo se nikal kar tujhko br jiunga zidgee.


User: PoemHunter.com

Views: 63

Uploaded: 2014-11-07

Duration: 01:00