.Pd. is here - '''' Hindi poem: Mazak

.Pd. is here - '''' Hindi poem: Mazak

mazak karte the br mazak samajhtey thi br mazaey lei thi br aur mazey lene deti thi br br phir kuch yun hua br mazak ka ehsaas saccha sa laga br duri sahi na jaane lagi br tumhaari yaad vakahi aaney lagi br br pyaar ke phool khilne lagey br na milke bhi khwaboon mein milne lagey br mazak mein hum humse hi khone lagey br yadon mein hi mulakatein saaji br br par darti hu br ki ek din tum kahogey br 'sab mazak tha' br aur zor se hasogey br br hass to main bhi dungi br par dil phoot phoot kar royega br ek aur baar pyaar pe br mere vishwaas khoyega br br mazak ki kartey a rahe ho br to aaj keh hi do br par iss dil ko keilona br banakey to mat khelo br br khilona to bikau hai br ek aur aa jayega br par yeh to mera dil hai, br na naya khareeda jayega br na chipkaya jayega! br br br aur agar waqt ne gaddaari ki br aur taaro ne saath chood diya br to hum dono hi mehej br ek mazak banker reh jayengey br phir ek saath to hass payengey! br br (18 march 2008)br br .Pd.


User: PoemHunter.com

Views: 4

Uploaded: 2014-11-07

Duration: 01:44

Your Page Title