Daagh Dehlvi - Ghazal 10

Daagh Dehlvi - Ghazal 10

pukarti hai khamoshi meri fugan ki tarah br nigahen kahtai hain sab raz-e-dil zuban ki tarah br br br jala k dag-e-muhabbat ne dil ko khak kiya br bahar ai mere bag main khizan ki tarah br br br talash-e-yar main chori na sar-zamin koi br hamare panv main chakar hain asman ki tarah br br br ada-e-matlab-e-dil hamase sikh jaye koi br unhen suna hi diya hal dastan ki tarahbr br Daagh Dehlvibr br


User: PoemHunter.com

Views: 186

Uploaded: 2014-11-10

Duration: 00:40