ramesh rai - Pathik

ramesh rai - Pathik

Pathik br Ek pathik aaya saur mandal se br Nai jivan ki talaash mein br Dhundhta hua ek thikana br Use talaash thi, nai jivan ki br br Prithivi ke patal par chhaya br Timir ko mitane br Ek anveshan br Naye jivan ki shuruwat br Kahan se aaya, kahan jayega br Aanewala kal, sab kuchh batlayega br br Nishanta jivan ki trishna br Mita rahi thi prakriti ki kolahal mein br Phir pathik se puchhta hai br Kaun hai uska vidhaata br Jivan mrityu ke samagam se br Shrishti hoti hai nayee jivan ki aasha br br Wah praudh manav tha br Aadim akritiwala br Akashra bhujayen lapet rahi this br Prithivi ke vakshasthal ko br Wahi shishu manav khelta raha br Prakriti ki god mein.


User: PoemHunter.com

Views: 1

Uploaded: 2014-11-10

Duration: 01:13

Your Page Title