Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics+Full Song | Papon - Baby | Bw-Music

Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics+Full Song | Papon - Baby | Bw-Music

Full Lyrics: br Main tujhse pyar nahi karta br Main tujhse pyar nahi karta br Par koi aisi sham nahin br Jab main apni tanhai mein br Tera intezar nahin karta br br Main tujhse pyaar nahin karta br Dil se ye kehta rehta hoon br Par teri saanson mein chhup ke br Main saansein leta rehta hoon br Is se inkaar nahin karta br Main tujhse pyaar nahin karta br br Mujhe kuch bhi yaad nahi rehta br Kab din dooba, kab raat hui br Abhi kal ki baat hai br Pehron tak meri deewaaron se baat hui br Jo hosh zaraa sa baaqi hai br Lagta hai khone waala hoon br Afwaah udi hai yaaron mein br Main paagal hone waala hoon br Main tujhse pyaar nahin karta br br Main tujhse pyaar nahi karta br Main tujhse pyaar nahi karta br Par aisa koi din hai kya? br Jab yaad tuje teri baaton ko br Sau-sau baar nahi karta br Sau-sau baar nahi karta


User: BW-Music

Views: 97

Uploaded: 2015-01-07

Duration: 04:13

Your Page Title