Mustafa (PBUH) ki Wiladat, barri baat hai - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Mustafa (PBUH) ki Wiladat, barri baat hai - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Naat (Urdu)br Mustafa (PBUH) ki Wiladat, barri baat haibr Yeh Khuda ki inayat, barri baat haibr br Ronaq-e-Bazm hai mere Aaqa (PBUH) ki Zaat br Jis ki daim Risalat, barri baat haibr br Hon mubarak yeh melad ki mehfaleinbr Aisi behtr ziafat, barri baat haibr br Jashn-e-Melad ghar ghar manatey rahobr Jazb-e-izhar-e-ulfat, barri baat haibr br Youn he parhtey raho tum Durood-o-Salambr Gar ho hasil shifat, barri baat hai br br Ho sadda meri qurban Aaqa (PBUH) pey janbr Gar miley yeh saadat, barri baat haibr br Shukr Moula ka Kaifi karun main addabr Mil gaya din wiladat, barri baat haibr br - Naat Number # 21br - Page Number # 118 -119br - Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam) br - Written and read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)br br - Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam) br - Available at: br #------------------------------------#br Addressbr #------------------------------------#br br Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif TD Bahawalpur, Punjab Pakistan.br br #--------------------------------#br Content Makerbr #--------------------------------#br br Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).br br His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of br Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.br His other books that are in the process of publication are:br i- Aqwal-e-Kaifibr ii- Kaifyat-e-Kaifibr iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)br iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2) br v- Bazuban-e-Khalq.br br He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:br i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.br ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.br iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.


User: Muhammad Ramzan Kaifi

Views: 1

Uploaded: 2015-03-25

Duration: 01:27

Your Page Title