Ya Rabb meri Soei hoei qismat ko jaga dey - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Ya Rabb meri Soei hoei qismat ko jaga dey - Naat(Urdu) | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Naat(Urdu)br Ya Rabb meri soei hoei qismat ko jaga deybr Is banda-e-na chez ko ghar Apna dikha deybr br Qismat mein agar Tayba mein jana ho tou, Hajj kebr Arkan baja laney ki tofeeq Khuda deybr br Tayba ke safar ka hai irada mere dil meinbr Asbab Khudaya ! mere janey ke bna deybr br Mudat se ziarat ka tamanai hon Aaqa (PBUH)br Haan khawab mein Apna Rukh-e-Zeiba tou dikha deybr br Kaifi Darr-e-Aqdas (PBUH) se palatna nahi achabr Behtar hai keh jaan Aaqa (PBUH) ke qadmun pey luta dey br br - Naat Number # 26br - Page Number # 126br - Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam) br - Written and Read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)br br - Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam) br - Available at: br #------------------------------------#br Addressbr #------------------------------------#br br Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif TD Bahawalpur, Punjab Pakistan.br br #--------------------------------#br Content Makerbr #--------------------------------#br br Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).br br His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of br Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.br His other books that are in the process of publication are:br i- Aqwal-e-Kaifibr ii- Kaifyat-e-Kaifibr iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)br iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2) br v- Bazuban-e-Khalq.br br He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:br i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.br ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.br iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.


User: Muhammad Ramzan Kaifi

Views: 10

Uploaded: 2015-04-11

Duration: 01:01

Your Page Title