Wohi Khuda Hai HD Video Song – Nusrat Fateh Ali Khan

Wohi Khuda Hai HD Video Song – Nusrat Fateh Ali Khan

Koi to hai jo, nizaam-e-hasti br chala raha hai, wohi khuda hai br br Dikhayi bhi jo na de nazar bhi br Jo aa raha hai, wohi khuda hai br wohi khuda hai, wohi khudaa hai br wohi khuda hai.. br br Nazar bhi rakhe, samaatein bhi br Woh jaan leta hai, neeatein bhi br Jo khana-e-lashaoor mein jagmaga raha hai br wohi khuda hai, wohi khudaa hai br wohi khudaa hai, wohi khudaa hai br br Talash uss ko, na kar buttoun mein br woh hai badalti hui ruttoun mein br Jo din ko raat aur raat ko din br bana raha hai, wohi khuda hai br wohi khuda hai, wohi khudaa hai br wohi khudaa hai... br br Koi to hai jo, nizaam-e-hasti br chala raha hai, wohi khuda hai br Dikhayi bhi jo na de nazar bhi br Jo aa raha hai, wohi khuda hai br wohi khuda hai, wohi khudaa hai br wohi khuda hai.. br br Nazar bhi rakhe, samaatein bhi br Woh jaan leta hai, neeatein bhi br Jo khana-e-lashaoor mein jagmaga raha hai br wohi khuda hai, wohi khudaa hai br wohi khudaa hai, wohi khudaa hai br br Koi to hai jo, nizaam-e-hasti br chala raha hai, wohi khuda hai br br Dikhayi bhi jo na de nazar bhi br Jo aa raha hai, wohi khuda hai br wohi khuda hai, wohi khudaa hai br wohi khuda hai..


User: Pak Videos

Views: 262

Uploaded: 2015-11-08

Duration: 05:33