Zamane Mein Sabse Purani...(Tanhaiii)

Zamane Mein Sabse Purani...(Tanhaiii)

zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br zamane mein sabse purani yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br br khuda ne ye dil kyun banaya, yaha jisne bhi dil lagaya br o o o sitam uspe logo ne dhaya br kisi ne na ki mehrbani, yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br br ye duniya hai diwar koyi tarasta hai is par koyi br ho o o o tadapta hai us par koi br gujarati hai yun zindgani, yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br br jiye pyar mein log kaise ke soni te mahiwal jaise br o o o mare doob kar dono aise br ke roya chana davi pani, yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br br kabhi dil se dil mil sake na, kabhi jakhm yeh sil sake na br o o o kabhi phul yeh khil sake na br koi hukum hai asmani, yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br br magar kuch bhi ho ye jamane muhabbat karenge diwane br magar kuch bhi ho ye jamane muhabbat karenge diwane br o o o rahenge ye dil ke fasane br ye duniya to hai aani jani, yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani br zamane mein sabase purani yahi pyar ki hai kahani br yahi pyar ki hai kahani...


User: (Tanhaiii)

Views: 111

Uploaded: 2015-06-04

Duration: 05:21

Your Page Title