Tumhara Naam Musibat Mein Jub Lia Hoga

Tumhara Naam Musibat Mein Jub Lia Hoga

Tumhara naam musibat mein jab liya hoga br Humara bigra huwa kaam ban gaya hoga br br Gunahgaar pe jab lutf Aap ka hoga br Kiya baghair kiya bey kiya kiya hoga br br Khuda ka lutf huwa hoga dastagir zaroor br Jo girtay girtay tera naam ley liya hoga br br Dikhayi jaayegi mehshar mein shaan-e-Mahboobi br Ke Aap hi ki khushi Aap ka kaha hoga br br Khudaye Paak ki chahein gey aglay pichlay khushi br Khudaye Paak khushi un ki chahtha hoga br br Kisi ke paaon ki beydi yeh kaat te honge, br Koi aseere gham unko pukaarta hoga br br Kisi taraf se sada aaey gi Huzoor aao br Naheen to dam me ghareebon ka faisala hoga br br Kisi key palle peh ye hongay waqt wazne amal br Koi umeed se mooh unka tak raha hoga br br Koi kahe ga duhaayi hai Ya Rasoolallah br To koi thaam key daman machal gaya hoga br br Kisi ko le ke chalein ge farishte sooye jaheem br Woh un ka raasta phir phir key dekhta hoga br br Shikasta paaon mere haal ki khabar kar do br Koi kisi sey yeh ro ro key kehh raha hoga br br Khuda ke waaste jald unse arze haal karo br Kise khabar hai ke dambhar me haal kya hoga br br Pakar ke haath koi haale dil sunaaye ga br To ro key qadamon pe koi machal gaya hoga br br Zaban sookhi dikha kar koi labe kausar br Janabay Paak key qadamon pey gir gaya hoga br br Nishaane husraway di door mey ghulaamon ko br Liwaye hamd ka parcham bata raha hoga br br Koi qareebe tarazu koi labe kausar br Koi sirat pey unko pukaarta hoga br br Yeh bekaraar karegi sada ghareebon ki br Ke muqaddas ankhon sey thalaash ka bandha hoga br br Woh paak dil ke nahi jisko apna andeysha br Khoj me fikr o tharado mey gir gaya hoga br br Hazaar jaan fida narm narm paaon sey br Pukaar unke aseeron ki dhoondta hoga br br Azeez bache ko maa jis tarhay talash kare br Khuda gawa yahi haal Aap ka hoga br br Khudai bhar inhi haathon ko dekhti hogi br Zamana bhar unhi qadmon pey lowt-ta hoga br br Maqaam faasilon par kaam mukhtalif itnay br Woh din zahooray kamaale Huzoor ka hoga br br Kahein gey aur nabi 'iz habu ila ghairi' br Meray Huzoor ke lab par 'ANA LAHA' hoga br br Duaey ummath badkaar wirday lab hogi br Aur Khuda kay saamney sajdey mein sar jhuka hoga br br Ghulaam unki inayat say chain mein hong


User: WUAS Wish Upon A Star

Views: 5

Uploaded: 2015-06-21

Duration: 09:33

Your Page Title