Madinah Yaad Aata Hai - Beautiful Naat Reciting by School Students

Madinah Yaad Aata Hai - Beautiful Naat Reciting by School Students

Madinah Yaad Aata Hai - Beautiful Naat Reciting by School Students br Dare akdas pe haale dil sunana yaad aata hai br Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai br Madine mein jo guzra wo zamana yaad aata hai br Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai br br Adab se baith kar us gumbade khazra ke saaye mein br Nabi ki yaad mein aansu bahana yaad aata hai br Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai br br br Rasulallah ke darbar mein unki muhobbat mein br Ye tera rozo shab ka aana jaana yaad aata hai br Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai br br Awes karn bole maa ijazat dijiye mujko br Judaee mein tadapta hun madina yaad aata hai br Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai br br Mizare fatema pe karbala walon ki yaad aaee br Madine waale aaqa ka gharana yaad aata hai br Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai br br Nabi ke zikr ki mehfil mein aate hi muje Mohsin br Madina yaad aata tha Madina yaad aata hai br Madina yaad aata hai Madina yaad aata hai


User: Jawad Tahir

Views: 4

Uploaded: 2017-04-02

Duration: 06:29

Your Page Title