|| Haan Judai Se Darta Hai Dil - Kareeb - Bobby Deol & Neha - Full Song ||

|| Haan Judai Se Darta Hai Dil - Kareeb - Bobby Deol & Neha - Full Song ||

|| Haan Judai Se Darta Hai Dil - Kareeb - Bobby Deol & Neha - Full Song || br Singer: Kumar Sanu br Movie: Kareeb (1998) br Starring: Bobby Deol, Neha br br LYRICS br br Haan judaai se darta hai dil br Haan judaai se darta hai dil br Maut se to main darta nahin br Aur darta to sun le sanam br Sun le sanam br Pyaar tujh se main karta nahin br Pyaar tujh se main karta nahin br br Haan judaai se darta hai dil br Haan judaai se darta hai dil br br Main akela na reh paoonga br Door tak raat hi raat hai br Zindagi ek alag cheez hai br Zinda rehna alag baat hai br Umr kaise guzar paayegi br Umr kaise guzar paayegi br Ek pal jab guzarta nahin br Aur darta to sun le sanam br Sun le sanam br Pyaar tujh se main karta nahin br Pyaar tujh se main karta nahin br br Haan judaai se darta hai dil br Haan judaai se darta hai dil br br Gham ka mausam guzarta nahin br Zakhm yaadon ka bharta nahin br Raat parbat hai katti nahin br Din hai dariya utarta nahin br Meri neendon mein aa jayegi br Dhoop suraj ka khanjar liye br Todne mera dil aayega br Chaand haathon mein paththhar liye br Dil darata hai mujh ko magar br Dil darata hai mujh ko magar br Main yakin dil pe karta nahin br Aur darta to sun le sanam br Sun le sanam br Pyaar tujh se main karta nahin br br Haan judaai se darta hai dil..


User: Music 4 All

Views: 63

Uploaded: 2017-10-07

Duration: 05:50

Your Page Title