Zikr os ka barmla kartey raho - Hamd (Urdu) | 2020 | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Zikr os ka barmla kartey raho - Hamd (Urdu) | 2020 | Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi

Hamd (Urdu)br Zikr os ka barmla kartey rahobr Har gharri shukr-e-Khuda kartey rahobr br Zarra zarra kar rha hai zikr-e-Rabbbr Zikr tum bhi ja bja kartey rahobr br Rab ki hum parr naimtein hain beshumarbr Tum bhi shukr os ka ada kartey rahobr br Chashm-e-rahmat os ki ho ham par saddabr Apney Rab se yeh dua kartey rahobr br Dil karo roshan khuda ke zikr se br Tum andherun mein zia kartey rahobr br Jagg ko dou dars sirat-e-Mustaqeembr Nou-e-Insan ka bhala kartey rahobr br Qurb-e-yazdan ka hai Kaifi shouq garrbr Shaeri waqf-e-Sana kartey rahobr br - Hamd Number # 3br - Page Number # 78- 79br - Book Name: Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)br - Written and read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)br br Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)br Available at: br br #------------------------------------#br Addressbr #------------------------------------#br br Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif TD Bahawalpur, Punjab Pakistan.br br #--------------------------------#br Content Makerbr #--------------------------------#br br Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).br br His book (Ashk-e-Aqeedat) has been published that is collection of br Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.br His other books that are in the process of publication are:br i- Aqwal-e-Kaifibr ii- Kaifyat-e-Kaifibr iii- Muqashafat-e-Kaifi (Volume-1)br iv- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2) br v- Bazuban-e-Khalq.br br He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:br i- Mahana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.br ii- Salana Mailad-e-Mustafa (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam) since 1987.br iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (RIZWANULLAH ALAIHE) since 1427 Hijri.


User: Muhammad Ramzan Kaifi

Views: 7

Uploaded: 2020-04-30

Duration: 01:29

Your Page Title