Ishq Kr k Dekh Li Jo Bebasi Dekhi Na Thi | Hakeem Nasir | Poetry Junction

Ishq Kr k Dekh Li Jo Bebasi Dekhi Na Thi | Hakeem Nasir | Poetry Junction

Ishq kar ke dekh li jo bebasi dekhi na thi br Is qadar uljhan mein pahle zindagi dekhi na thi br br Ye tamasha bhi ajab hai un ke uth jaane ke baad br Main ne din men is se pahle tirgi dekhi na thi br br Aap kya aae ki rukhsat sab andhere ho gae br Is qadar ghar mein kabhi bhi raushni dekhi na thi br br Aap se aankhen mili thin phir na jaane kya hua br Log kahte hain ki aisi be-khudi dekhi na thi br br Mujh ko rukhsat kar rahe hain wo ajab andaz se br Aankh mein aansu labon par ye hansi dekhi na thi br br Kis qadar khush hun main 'nasir' un ko pa lene ke baad br Aisa lagta hai kabhi aisi khushi dekhi na thi br br Recitation of poetry is deeply regarded for expressing your true feelings. It has been observed that poets in the past used to say poetry that depicts the social, cultural surroundings of their era.The poets used poetry as a weapon to put their thoughts forward for the readers. The poets are known for reviving romance, culture, social & political issues in the form of poetry collections. Depiction of true feelings and sentiments gave life to poetry.


User: Digital Entertainment World - Lifestyle

Views: 41

Uploaded: 2020-12-23

Duration: 02:44

Your Page Title