Hai Zikr Tira Sarmaya-e-Jaan Subhan Allah Subhan Allah - Hamd (Urdu) | Muhammad Ramzan Kaifi

Hai Zikr Tira Sarmaya-e-Jaan Subhan Allah Subhan Allah - Hamd (Urdu) | Muhammad Ramzan Kaifi

Hamd (Urdu)br Hai zikr tira sarmaya-e-jaan Subhan Allah Subhan Allahbr Masroof-e-sana hai sara jahan Subhan Allah Subhan Allahbr br Matloob hai Tu, Mehboob hai Tu, Maqsood hai Tu, Mabood hai Tu br Aey farhat-e-jaan, aey jaan-e-jahan Subhan Allah Subhan Allahbr br Sattar hai Tu, Ghaffar hai Tu, Jabbar hai tu, Rahman hai Tubr Tera he ghar hai jaey aman Subhan Allah Subhan Allahbr br Dunia mein Elahi ! terey siwa, puri hajat nahi kartabr Mamnoon hain terey donoun jahan Subhan Allah Subhan Allahbr br Kaifi shab ko bedar raho aur mehv-e-Astaghfar raho br Hon wird mein shamil qalb-o-zaban Subhan Allah Subhan Allahbr br - Hamd Number # 1br - Page Number # 75br - Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam) br - Written and read by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet)br br - Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)br Available at: br - Aqwal-e-Kaifi by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet) has been published and available online.br Available at: br | Content Maker |br Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (PBUH), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).br br His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.br br Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.br br His other books that are in the process of publication are:br i- Kaifiyat-e-Kaifibr ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)br iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2) br iv- Bazuban-e-Khalq.br br He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:br i- Mahana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.br ii- Salana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.br iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (R.A) since 1427 Hijri.br iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze) br v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (R.


User: Muhammad Ramzan Kaifi

Views: 7

Uploaded: 2021-02-13

Duration: 05:11

Your Page Title