YE HAI ALAM ABBAS KA Mesum Abbas Nohay 2022 Noha Hazrat Abbas Muharram 1444 Ghazi Alamdar

YE HAI ALAM ABBAS KA Mesum Abbas Nohay 2022 Noha Hazrat Abbas Muharram 1444 Ghazi Alamdar

YE HAI ALAM ABBAS KA Mesum Abbas Nohay 2022 Noha Hazrat Abbas Muharram 1444 Ghazi Alamdarbr br Like Comments And Sharebr Follow My Channel Sports & Entertainmentbr #Sports&Entertainmentbr br ALAM ABBAS KA!br br Hit LIKE NOW and SHARE Before the Noha Premieres!br br Most IMPORTANTLY: Iltimase Duabr br #MesumAbbas #Nohay2022 br br LYRICS: POSTED BELOW...br br Noha Credits:br Title Noha: ALAM ABBAS KAbr Reciter: Mesum Abbasbr Poet: Mazher Abidi br br Audio Credits:br Composition: Mazher Abidi Mesum Abbasbr Chorus: Rizwan Mirza - Hasnain Mehdi - Sunny - Shahrukhbr Audio Recording by M. Hassaan Qureshi M. Ovais Qureshi (ODS - KHI)br Audio MixMastered by M. Omar Qureshi (ODS - KHI)br br Video Credits:br Director: Safdar Kaleembr Editor: Safdar Kaleem (The Focus Studio)br SEO Management Coordinator Cover Design: Yawer Abbas Damani (YAD Graphics)br Social Media Management: Mussaib Sajjad (Bangalore-IND)br English Translation: Ahmed Virani (USA)br Sarparast: Syed Baqar Naqvi (President: Imambargah Dar e Hussain - New Jersey, USA)br br LYRICS: br br Aye logo'n aao tumko batau'nbr rehmat e baari tumko dikhau'nbr br saare jahaan ka hai ek saharabr ye jo alam mere ghar pe laga haibr br ye hai alam abbas kabr ye hai alam abbas kabr br ghum se nikaale, mushkilein taalebr kaisa wasila rab ne diyabr br ye hai alam abbas kabr br 1). hum ne alam jab ghar mein sajaya, ghar mein rakhe zehra ne qadambr door huye sab ranj o masayeb, phir kaisi mushkil kaisa ghumbr daste karam hai, sheh ka bharam haibr jiska koi saani na milabr br 2). ye jo bandhi hai mashk e sakina, isko kaho taweez e wafabr rishta bhatiji aur chacha ka, aaj talak na toot sakabr ek kahani, iski zabanibr sun lo agar sunte ho sadabr br 3). dekho alam ka surkh pharehra, chadar e zainab se hai banabr jo bhi alam ke saaye mein aya, duniya ke sab ghum bhool gayabr ab jaake mana, sara zamanabr saya fighan ghar ghar pe huabr br 4). aisa alam duniya mein dikhao, jiski ata ho rab ki atabr shaan e azadari ye alam hai, dekho azakhano mein zarabr mannat e puri, karta hai sabkibr zinda hai iske dam se wafabr br haan......br 5). hamza o jafar ka ye alam hai, hai ye alam haidar ka alam br denge gawahi shah e zaman bhi, hai ye mere lashkar ka alambr 12wa haidar, kaabe ki chhat parbr lehra ke isko dega sadabr br hayee....br 6). qatl hua jab dariya pe ghazi, toot gayi maula ki kamarbr laasha nahi sheh laye jari ka, laye alam hi khoon mein tarbr beti se bole, shabbir rokebr aye nahi dariya se chachabr br 7). karbobala ke dasht ka manzar, kaise likhu rota hai qalambr bad e jari aulaad e payambar, nauhakuna thi zer e alambr baali sakina, karti thi nohabr saaye mein iske aaye qazabr br 8).


User: Sports & Entertainment

Views: 13

Uploaded: 2022-08-02

Duration: 07:32

Your Page Title