Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya | Ghulam hussain | Noha | Purane Nohay

Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya | Ghulam hussain | Noha | Purane Nohay

ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll br Gift for All Momineens br -------------------------- br Video Details! br Noha : Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. br Shayar : Jb. Sadiq sahab br Nohaqan : Gulam Hussain br Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari br #noha #Nohay #manqbat #shayari #Like #Comment & #Share To All Momineen. br -------------------------- br LYRICS br Noha : Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. br Shayar : Jb. Sadiq sahab br Nohaqan : Gulam Hussain br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br br Nana (Saw.)ko banaya Jadugar X 2 br Darawaza giraya madar par X 2 br Jab dil na bhara to bagh liya br Baba ka mere Haq chin liya br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br br Wo zor mera abbas jari br WO ruh meri wo mera akhi. br Roti he sakina jis k liye br tumne wo dilawar chin liya br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br br Qasim tha nishani bhai ki, br Jiski thi rachani shadi thi br Sehra bhi na bandha tha JISNE, br Gulshan se guletar chin liya. br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br br Tha God me maa ki shishmaha br Bin paani k paikar tha pyasa br Nanhe se gale par mar k teer br Che mah ka gouhar chinliya br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br br Barso se tumhara apna tha br Do roz ka mera mehma'n tha br BE reham khata karo tumne br Mehmaan mera hurr chinliya br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br br Paala tha jise athharah baras br wo ladla rana tha akbar br Barchi se use mara tumne br Mujse mera dilbar chinliya br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br br Mazloom k gahm me ro sadiq br Khud bhi ro, RULA SABKO sadiq br Firdos me ghar miljaye Ga br Duniya ne agar ghar chinliya br br Ae ahle jafa Tumne milkar mujhse mera Ghar-bhar chinliya. X 2 br -------------------------- br br Please Share Your Suggestions In Comments br -------------------------- br Follow US On Our Social Media Channels :- br FACEBOOK : br INSTAGRAM : br YOUTUBE : br TWITTER : br -------------------------- br Allah jjh br Muhammad saw. br Ali a.s Fatima a.s br Hasan a.s br Hussain a.s. br Zainab a.s br Abbas a.


User: SAIYED VASIMHAIDER N Bukhari

Views: 22

Uploaded: 2022-08-13

Duration: 07:35