Hai Janaza Haider e Karrar Ka _ Mir Hasan Mir Nohay _ 21 Ramzan Noha 2023 _ New Mola Ali Noha

By : KNOWLEDGE OF ISLAM

Published On: 2023-04-11

8 Views

07:08

#SUBSCRIBE NOW FOR UPDATES

Bismillah | Salam Ya Ali Madad

Hai Janaza Haider e Karrar Ka | Mir Hasan Mir Nohay | 21 Ramzan Noha 2023 | New Mola Ali Noha

New Kalam of Mir Hasan Mir | 21 Ramzan Noha 2020
#21RamzanNoha2020 ‪‎#MirHasanMirNohay #HaiJanazaHaidereKarrarKa

==============================

●● NOHA LYRICS ● ●

●● Hai Janaza Haider e Karrar Ka ●●

●Momino do mil ke kandha,hai janaza Haider karar ka
Chal basa Zainab ka baba,hai janaza Haider karar ka

●Kis ne yeh mehrab mai rukn e hidayat daha diya,yeh sitam kaisa hua
Noha ye jibreel ka tha,hai janaza Haider karar ka

●Rok lo bhaiyya janaza mere baba jaan ka,ro ke Zainab ne kaha
Dekh loon chehra dubara,hai janaza Haider karar ka

●Koi Zainab se yeh keh de ro le jee bhar ker abhi,sath hain bhai sab hee
Hai salamat tera parda,hai janaza Haider karar ka

●Eid hai nazdeek aur ghar mai qayamat hogayi,hai saf e matam bichi
Keh rahi hai ro ke Zehra,hai janaza Haider karar ka

●Kon kufe ke yateemo ka rakhe ga ab khayal,gham se hain saare nidhal
Shor hai wa gurbata ka,hai janaza Haider karar ka

●Baap ke qadmon pe sar rakh ker haram ki aas ne ,yeh kaha Abbas ne
Alvida ghazu ke baba,hai janaza Haider karar ka

●Teer aye ga janaze per na phathar aye ga,aur na wapis jaye ga
Shan se yeh dafan hoga,hai janaza Haider karar ka

●Sham ka ahwal jab beti se kehte the Ali,ghan ke maare us ghari
Zard tha Muala ka chehra,hai janaza Haider karar ka

●Hai taqallum yeh qayamat roze daron ke liye,pursa daron ke liye
Ao dein Mehdi ko pursa,hai janaza Haider karar ka

************************

Trending Videos - 15 May, 2024

RELATED VIDEOS

Recent Search - May 15, 2024