Jawab-e-Shikwa Allama iqbal Urdu Poetry with Explanation _ Kalam-e-iqbal _ Shikwa_Urdu ShayariStatus-

Jawab-e-Shikwa Allama iqbal Urdu Poetry with Explanation _ Kalam-e-iqbal _ Shikwa_Urdu ShayariStatus-

”شکوہ“ کے جواب میں نظمیں دیکھ کراقبال کو خود بھی دوسری نظم ”جواب شکوہ“ لکھنی پڑی جو 1913ء کے ایک جلسہ عام میں پڑھ کر سنائی گئی۔ انجمن حمایت اسلام کے جلسے میں ”شکوہ “ پڑھی گئی تو وسیع پیمانے پر اس کی اشاعت ہوئی یہ بہت مقبول ہوئی لیکن کچھ حضرات اقبال سے بدظن ہو گئے اور ان کے نظریے سے اختلاف کیا۔ ان کا خیال تھا کہ ”شکوہ“ کا انداز گستاخانہ ہے۔ اس کی تلافی کے لیے اور یوں بھی شکوہ ایک طرح کا سوال تھا جس کا جواب اقبال ہی کے ذمے تھا۔ چنانچہ ڈیڑھ دو سال کے عرصے کے بعد انہوں نے ”جواب شکوہ“ لکھی۔ یہ 1913ء کے جلسے میں پڑھی گئی۔ جو نماز مغرب کے بعد بیرونی موچی دروازہ میں منعقد ہوا تھا۔ اقبال نے نظم اس طرح پڑھی کہ ہر طرف سے داد کی بوچھاڑ میں ایک ایک شعر نیلام کیا گیا اور اس سے گراں قدر رقم جمع کرکے بلقان فنڈ میں دی گئی۔ شکوہ کی طرح سے ”جواب شکوہ“ کے ترجمے بھی کئی زبانوں میں ملتے ہیں۔ br br Bang-e-Dra:120 br br Jawab-e-Shikwa br (جواب شکوہ) The Answer To The Complaintbr br Dil Se Jo Baat Nikalti Hai, Asar Rakhti Haibr Par Nahin, Taaqat-e-Parwaaz Magar Rakhti Haibr br Ishq Tha Fitna Gar-o-Sarkash-o-Chalaak Merabr Chaand Kahta Tha, Nahin, Ahl-e-Zameen Hai Koi!br br Kuch Jo Samjha Tau Mere Shikwe Ko Rizwan Samjhabr Arsh Walon Pe Bhi Khulta Nahin Yeh Raaz Hai Kya!br br Ghafil Aadaab Se Yeh Sukkaan-e-Zameen Kaise Hainbr Tha Jo Masjood-e-Malaeek Yeh Wohi Aadam Hai?br br Shukr Shikwe Ko Kiya Husn-e-Ada Se Tu Nebr Hum Sukhan Kar Diya Bandon Ko Khuda Se Tu Nebr br Koi Qabil Ho Tau Hum Shan-e-Kai Dete Hainbr Harm-e-Kaaba Naya, But Bhi Naye, Tum Bhi Nayebr br Kisi Yakjai Se Ab Ehd-e-Ghulami Kar Lobr Millat-e-Ahmad (S.A.W.) Ko Maqami Kar Lo!br br Qoum Mazhab Se Hai, Mazhab Jo Nahin, Tum Bhi Nahinbr Jazb-e-Baham Jo Nahin, Mehfil-e-Anjum Bhi Nahinbr br Jin Ko Ata Nahin Dunya Mein Koi Fann, Tum Hobr Baich Khate Hain Jo Aslaaf Ke Madfan, Tum Hobr br Ho Niko Naam Jo Qabaron Ki Tajarat Kar Kebr Kya Na Baicho Ge Jo Mil Jaen Sanam Pathar Kebr br Safah-e-Dehr Se Batil Ko Mitaya Kis Ne?br Mere Quran Ko Seenon Se Lagaya Kis Ne?br br The Tou Aaba Woh Tumhare Hi, Magar Tum Kya Ho?br Hath Par Hath Dhare Muntazir-e-Farda Ho!br br Firqa Bandi Hai Kahin, Aur Kahin Zaatain Hainbr Kya Zamane Mein Panapne Ki Yehi Baatain Hain?br br Jaa Ke Hote Hain Masajid Mein Saf-Aara, Tau Ghareebbr Pardah Rakhta Hai Agar Koi Tumhara, Tau Ghareebbr br Reh Gyi Rasm-e-Azan, Rooh-e-Bilali Na Rahibr Falsafa Reh Gya, Talqeen-e-Ghazali Na Rahibr br Yun To Syed Bhi Ho, Mirza Bhi Ho, Afghan Bhi Hobr Tum Sabhi Kuch Ho, Batao To Musalman Bhi Ho!br br Har Musalman Rag-e-Batil Ke Liye Nashtar Thabr br Jo Bharosa Tha Usse Quwwat-e-Bazoo Par Thabr Hai Tumhain Mout Ka Dar, Uss Ko Khuda Ka Dar Thabr br Haidari Faqr Hai Ne Doulat-e-Usmani Haibr Tum Ko Aslaaf Se Kya Nisbat-e-Rohani Hai?br br Woh Zamane Mein Mu’azzaz The Musalman Ho Karbr Aur Tum Khawar Huwe Taarik-e-Quran Ho Karbr br In Ko Tehzeeb Ne Har Bande Se Azad Kiyabr La Ke Kaabe Se Sanamkhane Mein Abad Kiyabr br Aaj Bhi Jo Baraheem (A.S.


User: wah,punjab

Views: 48

Uploaded: 2023-09-30

Duration: 16:31

Your Page Title