Armaghan-e-Hijaz_ 2 _ Budhe Baloch Ki Nasihat Baite Ko _ Allama Iqbal _ Iqbaliyat _ AadhiBaat

Armaghan-e-Hijaz_ 2 _ Budhe Baloch Ki Nasihat Baite Ko _ Allama Iqbal _ Iqbaliyat _ AadhiBaat

Armaghan-e-Hijaz: 2br br Budhe Baloch Ki Nasihat Baite Kobr THE ADVICE OF AN OLD BALOCH TO HIS SONbr br Ho Tere Bayaban Ki Hawa Tujh Ko Gawarabr Iss Dasht Se Behter Hai Na Dilli Na Bukharabr br Winds of these wasteland be your love!br Bokhara, Delhi, are worth no more.br br Jis Simat Mein Chahe Sifat-e-Seel-e-Rawan Chalbr Wadi Ye Humari Hai, Woh Sehra Bhi Humarabr br Like running water Go where you will: br these desert plains are ours, and Ours are these valleys.br br Ghairat Hai Bari Cheez Jahan-e-Tagg-o-Dou Meinbr Pehnati Hai Darvesh Ko Taj-e-Sar-E-Darabr br Honour, that high thing in a world of troubling (struggle),br Sets on the Saint’s head Darius’ crownbr br Hasil Kisi Kamil Se Ye Poshida Hunar Karbr Kehte Hain Ke Sheeshe Ko Bana Sakte Hain Kharabr br Learn from some master, this strange craftbr They tell that how glass is forged flint‐hardbr br Afrad Ke Hathon Mein Hai Aqwam Ki Taqdeerbr Har Fard Hai Millat Ke Muqaddar Ka Sitarabr br Fortunes of States through individual prowess ripen br Each man one star of their ascendant (Destiny)br br Mehroom Raha Doulat-e-Darya Se Woh Ghawwasbr Karta Nahin Jo Souhbat-e-Sahil Se Kinarabr br Ocean withholds her treasure when the diver br Groping for pearl shells Clings by land’s margin.br br Deen Hath Se De Kar Agar Azad Ho Millatbr Hai Aesi Tajarat Mein Musalman Ka Khasarabr br To the Muslim freedom gained at the price of casting off religion br Makes an ill bargain!br br Dunya Ko Hai Phir Ma’arka-e-Rooh-o-Badan Paishbr Tehzeeb Ne Phir Apne Darindon Ko Ubharabr br In our world, where once more Civilization Looses its wild beasts, br in one more encounter Spirit and flesh meet;br br Allah Ko Pa-Mardi-e-Momin Pe Bharosabr Iblees Ko Yourap Ki Machinon Ka Saharabr br On the true‐believer’s Manhood God’s trust lies -br The machines of Europe Satan’s alliance.br br Taqdeer-e-Umam Kya Hai, Koi Keh Nahin Saktabr Momin Ki Firasat Ho To Kafi Hai Isharabr br Who knows the nation’s fates?br But signs abound, If Muslims are wakefulbr br Ikhlas-e-Amal Mang Nayagan-e-Kuhan Sebr ‘Shahan Che Ajab Gar Banawazand Gada Ra !’br br From your buried fathers ask pride of action; br Do not fear—a king may smile on a beggar.


User: Ashik bay hijab

Views: 90

Uploaded: 2024-10-15

Duration: 03:02

Your Page Title