Abbas Hai Na _ Farhan Ali Waris _ Nohay 2025 _ 1447

Abbas Hai Na _ Farhan Ali Waris _ Nohay 2025 _ 1447

#millionsviews #nohaylyrics #AbbasHaiNa #Nohay2025 #FarhanAliWarisbr Nohay 2025 | Abbas Hai Na | Farhan Ali Wais | Mola Abbas | Muharram 1447br br #AbbasHaiNa #Nohay2025 #FarhanAliWaris #Muharram2025 #Pakistan br br Syed Farhan Ali Waris Presents Shahadat Hazrat Mola Abbas Noha 2025 i.e muharram 2025 1447.br br Title | ABBAS(a.s.) HAI NAbr Poetry | MAZHAR ABIDIbr Tazmeen Kalam | SALAMAT FIROZEbr Composed & Originally Recited by | ABID MEHAR ALIbr Additional Variations |br SYED FARHAN ALI WARISbr Courus | Moshin Hashmi, Safdar Kaleem, Meesum Zaidi, Minhal Rizvibr Audio Recording | Meesum Zaidi (LAWA - Studio Karachi)br Audio Mixed & Mastered by | Meesum Zaidi (LAWA - Studio Karachi)br Video | The Focus Studio (Safdar Kaleem)br Special Thanks | FAW Teambr br NOHA LYRICS |br br br Haayebr br Sab ki ridaon ka nigahdaar haibr Ghazi (a.s) mera aisa wafadaar haibr Cheen nahi sakta koi chaadreinbr Jab talak Abbas (a.s) alamdaar haibr br Yeh keh ke behnon kobr Yeh keh ke behnon ko Zainab (s.a) ka tasalli denabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Har ek behan ko bhai pe maan hota haibr Jahan mein bhai to behnon ki jaan hota haibr Ghamon ki dhoop mein woh saaye-baan hota haibr Bas is yaqeen se khemon mein mutmain rehnabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Haram ki aas bandhati raho meri khwaharbr Batao in ko bharosa kitna Ghazi (a.s) parbr Rahain woh baazu salamat dua karo mil karbr Nazar utha ke dar-e-khaima par to dekho nabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Isi ke saath ummari mein aayi thein ghar sebr Bohat mujhe bhi hai dhaaras isi baradar sebr Na hone dega woh mehroom hum ko chaadar sebr Barhein jo ranj ke saaye to bas yehi kehnabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Dikhaayi de tumhe jis dam Yazeed (l.a) ka lashkarbr Dikhaayein woh tumhein talwar o neiza o khanjarbr Chamakhtay neezon pe parh jaaye gar tumhari nazarbr Tum apne dil mein jagah khauf ko nahi denabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Kaha yeh Ghazi (a.s) ne Kulsoom (s.a) se meri khwaharbr Fida Hussain (a.s) pe har maa karegi apne pisarbr Jo tere betay nahi hain to koi gham na karbr Teri taraf se fida Shah (a.s) pe hone ko behnabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Phoophi yeh boli Sakina (s.a) se ae meri bachibr Chacha (a.s) se kehdo woh le aayenge abhi paanibr Yeh mashk kya hai woh darya utha ke la dein abhibr Bas apni aankh mein aansu nahi aane denabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Bayaan kaise woh manzar ho dono janib kabr Udhar tarai pe Ghazi (a.s) ka mashk ko bharnabr Katay jo baazu, chhidi mashk, saara paani bahabr Idhar Sakina (s.a) ka pyaason ko dilasa denabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Tere hasham pe hain qurbaan Mazhar o Farhanbr Alam gharon pe lagata hai aaj saara jahanbr Hai tu hi ab bhi ghareebon ka, bekason ka maanbr Alam ko dekh ke har waqt bas yehi kehnabr br Abbas (a.s) hai nabr Abbas (a.s) hai nabr br Yeh keh ke behnon ko Zainab (s.a) ka tasalli denabr Abbas (a.


User: Momin Writes

Views: 21

Uploaded: 2025-08-02

Duration: 06:45

Your Page Title