"Ilm ka Asal Maqsad | Ek Pyari Kahani jo Zindagi Badal De"

"Ilm ka Asal Maqsad | Ek Pyari Kahani jo Zindagi Badal De"

Is video mein aik bohot hi pyari kahani bayan ki gayi hai jo humein yeh sabak deti hai ke sirf kitab parhna hi kafi nahin, balke uss ke maqsad ko samajhna aur amal karna zaroori hai. Yeh waqiya humein yeh sikhata hai ke ilm ka asal faida tab hota hai jab usay zindagi mein lagu kiya jaye. Qur’an, Hadees aur ilm-e-deen parhne ka asal maqsad Allah ke qareeb hona aur amal mein lana hai.


User: 👉 Noor-e-Haq | درود، وظائف اور دعائیں

Views: 2

Uploaded: 2025-08-29

Duration: 01:30

Your Page Title