Aab e Zamzam Allah Tala ka Hamesha Zinda Rehne Wala Mojza

By : Mojzat &Allah Ka Karishma

Published On: 2017-02-21

1 Views

09:11

ibraheemA.S ki do bewian the Hazrat Sarah (A.s) or dosre ka nam Hazrat Hajra (A.s) tha Hazrat sara (A.s) ki Hazrat Hajra (A.s) sa nae bante the or dono ma aksar jhugra bhe ho jaya karta tha Allah kareem na Hazrat Ibraheem (A.s) ko hukum dia ka Hazrat hajra (A.s) or sher khawar bache Hazrat Ismaeel (A.s) ko sath la kar makkah ka rukh kren Hazrat Ibraheem (A.s) in dono ko la kar makkah pohnche makkah us waqat aik weeran sa sehra tha wahan koe insan nae basta tha na koe pani na nabatat ka asar dikhae date the sirf bare bare paharon ka darmiyan aik wadi the Hazrat Ibraheem (A.s) Hazrat hajra (A.s) or Hazrat Ismaeel (A.s) ko us veeran sahra ma chor kar wapis chale aye Hazrat hajra (A.s) na Hazrat Ibraheem (A.s) ko awaz di lakin unho na mur kar na dakha wo un ka pas ayen or bole ka Ay Ibraheem hume is veerane ma kahan chor kar jarahe hen yahan na pani ha na insan Hazrat Ibraheem (A.s) na koe jawab na diya or chalte gaye Hazrat hajra (A.s) be un ka peche peche chalne lage or yahe pochte rahe ka hame kahan chore jarahe ho lakin Hazrat Ibraheem (A.s) na koe jawab na dia akhir Hazrat hajra (A.s) na kaha ka kia ap ko Allah na is kam ka hukun dia ha Hazrat Ibraheem (A.s) na farmaya han Hazrat hajra (A.s) na kaha yah bat ha to Allah hamme zaya nae kare ga or yeh kehte hoe sher khuwar bache ki taraf chale gaye kuch he dino ma pani or khurak khatam ho gaye or pani ka koe qatra na bacha ab cher khawar bacha bhook ki waja sa bilaknay laga khurak na milne ki waja sa ap ka doodh bhe khusk ho gia Hazrat hajra A.s apne bache ko bilakta hoa na dakh saken or safa ki pahari ki taraf dore or upher charh kar idhar udhar dakha ka shayed khurak na azar ajaye ya koe insan nazar ajaye jab juch dikhae na diye to ap nasheeb ki taraf bhage sath ma bache ki taraf bhe pohnche jab nasheeb ma pohnche to bacha nazron sa ujhal Hazrat Ibraheem (A.s) ho giya to bechen ho kar uper ki taraf doren is tarah marwa ki pahari par pohnch idher udher dakha lakin wahab bhe kuch nazar na aya phir ap safa ki taraf doren phir marwa ki taraf doren is tarah yun khurak or pani ki talash ma safa or marwa ka gird sath chakar lagaye tamam azmene haj hajj ma safa or marwa ki taraf saee karte han take is waqiya ki yad ko taza kia jasake jo wo akhri martaba marwa par pohnche to unho na Hazrat Ismaeel A.S ka pas sa aik awaz sunne jab ap Hazrat Ismaeel (A.s) ka pas pohnche to ap na dakha ka Hazrat Ismaeel(A.s) ka paon ka neeche sa aik chashma phoot raha ha Allah na Hazrat Jibraeel (A.S) ko ap ki madad ka liye pheja jab un ho na apne paron sa zameen pa mara to Hazrat Ismaeel A.S ka paron ka neeche sa chashma phoot para Hazra hajra (A.S) ya dakh kar behad khush hoen jab unho na dakha ka pani charon taraf pheel raha ha to ap na zameen ko khodna shuru kia or pani ka charo taraf pathar rakh diye or farmaya ZAM ZAM jis ka matlab ha ka ruk ja ap na wo pani Hazrat Ismaeel A.S ko diya or khood bhe piya ab ZAM ZAM chonka chashma ban chuka tha to parinda bhe is chashma ki taraf ane lage aik martaba aik Qabeela makkhah ki taraf pohncha us na wahan parindo ko faza ma urta dakha to kaha ka is ma koe raz ha unho na apne logo ko bheeja to Hazrat Ismaeel a.s or Hazrat hajra A,s ko paya or ap sa wahan abaad hona ki ejazat mange ap na kaha han lakin tmhe is ki ujrat ada krne ho ge unho na hame bhar li or youn wahan par abadi barhe or aj wo aik shehar ban gaya ha

Trending Videos - 29 April, 2024

RELATED VIDEOS

Recent Search - April 29, 2024